NurulQuran Audios



DQ 2015 Edited Notes fro July 15th Para 29th Surah Al Mulk / Al Qalam / Al Haaqqa / Al Maarij /Nooh / Jinn / Al Muzzammil / Al Muddathir / Al Qiyama / Al Insaan / Al MursalatNazimah16_HT: ~*~ Para 29 Umma Ayah ~*~Nazimah16_HT: Aya 5 ???? ???????Nazimah16_HT: ?? ???????? ???????????? ??????????? ?????????? ???Nazimah16_HT: ??? ????? ????? ?? ?? ??? ?? ??? ??? ???? ???? Nazimah16_HT: ???? ???????? ???????????? ??????????? ?????????? ??? ~~~***~~~Para 29th Surah Al Mulk ???????? ??????~~~***~~~NQ_Coordinator_RK: aik poorae maheenae ka planner Nazimah16_HT: jis ne apne aap ko conquer kerliye wo eik din dunya ko bhi conquer karegaNQ_Coordinator_RK: 30 ayaat , agar aik ayah roz yaad karain to aik maheena emain yaad ker saktae hainNazimah16_HT: Nabi ? iss surah ko raat ko padh ker sute thaeNQ_Coordinator_RK: purpose of life batati haiNazimah16_HT: yeh surah sifarish karegiNQ_Coordinator_RK: Nabi saw her raat parh ker sotae thaeNQ_Coordinator_RK: Aya 1--4NQ_Coordinator_RK: strong aghaazNQ_Coordinator_RK: Allah kae babarkat honae ka zikrNazimah16_HT: kainat ki puri cheezein Allah ke control mayNQ_Coordinator_RK: main control Allah ka magar hamain bhi kahin dia haiNazimah16_HT: Allah ki milkiyat mukammal=TammaNQ_Coordinator_RK: Allah ka complete control magar hamara nahinNQ_Coordinator_RK: hum mukamal malik nahin hum malik hain magar hum badal nahin saktaeNQ_Coordinator_RK: eg=koi ghar hamara ho ya hum rent karainNazimah16_HT: ghar rent ker rahe ya share kar rahe tou aap uss may rah sakte use kar sakte lakin uss may koi tabdili nahi kersakteNQ_Coordinator_RK: duniya main Allah kae bandae bun ker rahna haiNQ_Coordinator_RK: kun rahain? big questionNQ_Coordinator_RK: ?????????????? ????????? ???????? ?????????? hamarae duniya main anae ka maqsadNazimah16_HT: jab insan dunya may ane ke maqsad ko nahi samjhte tou iss ko fun ki jagah samajhte hainNazimah16_HT: Dunya Imtehan ki jagah haiNQ_Coordinator_RK: hamarae bhaijae janae ka maqsad= imtehaan kae liyeNQ_Coordinator_RK: hidayat ayae gi us ko follow kerna haiNazimah16_HT: Dunya Imtehan ki jagah haiNazimah16_HT: Imtehan= iss ke baghair agli class may jana namumkin NQ_Coordinator_RK: is duniya kae imtehaan ko pas karae baghar agli duniya ka ajar namumkin haiNur_R_HI: Allah ki malkiyate Taamma toh hamari malkiyate naaqisaNQ_Coordinator_RK: ahsan sooch poorae no lainae ki targheb daita haiNur_R_HI: Ahsan amal- ibaadaat aur mamlaat bhi ache rakheNQ_Coordinator_RK: imtehaan kae sath kuch sawaal lazmi= Laa Illaha kae taqazae poorae kernaeNazimah16_HT: islam aur dunya may ane ke baad kalima La ilaha illah ke taqaze pure kernaNQ_Coordinator_RK: least crieterian Laa Illaaha ---- haiNQ_Coordinator_RK: hum zaberdasti kisi ko jannat nahin dae saktaeNur_R_HI: least criterion to enter jannah = La Ilaaha illAllah Muhammadur rasoolullahNQ_Coordinator_RK: Islam maim anae kae bad declaration kerna zaroori haiNazimah16_HT: islam qabool kerna=uss daor ke nabi ko manna aur uss pr jama leneNQ_Coordinator_RK: 2 requirement= 5 pillars of islamNazimah16_HT: 2. Ibadat =namaz roza zakat ka ihtemam kernaNQ_Coordinator_RK: jo shuro sae hi tayari kerta hai un kae liye mushkil nahin hotiNQ_Coordinator_RK: kuch shuro main sust magar phir jawani main samajh ati haiNQ_Coordinator_RK: kuch akhri daur main hidayat patae hainNazimah16_HT: shuru may dosron ko hi dekhte rahte hain tou phir 2nd ghante may fast hote hainNur_R_HI: kuch students shuru se karte taiyari, kuch beech me active hote aur kuch aakhri time pe active hoke taiyari karteNQ_Coordinator_RK: paper submitt karain gae to hi janat milae gi kaisae ho sakta hai kae paper submit na kia aur pass honae ki umeed kiNQ_Coordinator_RK: koi wo likhae jo us ko acha lagae to examiner per hai kitnae no daeNur_R_HI: show off karte hue nekiyan karna = riyakari wali nekiyanNQ_Coordinator_RK: magar jub sawalon kae mutabiq jawaab diyea to us ka epass hona ekae chances ziada hainNazimah16_HT: jo insan apni marzi se shariyat pr amal kerte hain, iss tarha log apni marzi ki shariyat banaker uss pr amal kerte hainNQ_Coordinator_RK: imtehaan kae sath hi sabr ki baatNur_R_HI: dunya ke status k liye itna sabr karte, toh kya akhirat k status ke liye nahi karenge?NQ_Coordinator_RK: jub duniya kae status kae liye hum itna sabr kertae hain to ki janat kae liye sabr nahin karain gae?NQ_Coordinator_RK: adjustment hum sub ko kerni parti haiNQ_Coordinator_RK: hum 24 hrs under surveillance hainNQ_Coordinator_RK: matloob kaifiat janat kae liye== hum already pahla ghanta zaya ker chukae ab bhagna parae gaNur_R_HI: ab Dawrah e Quran k baad aapki zindagi Quran seekhne poore classroom atmosphere me rules follow karte hue -iske liye taiyar honaNazimah16_HT: Surah Al-Mulk ka Topic Dawa haiNQ_Coordinator_RK: ahsan aml khalal sae paak hota haiNazimah16_HT: ???????? ???????=kalal se paakNQ_Coordinator_RK: jis ka ilm nahin wo hasil kaisae karain gae?NQ_Coordinator_RK: Allah kae laws of shariat perfect hainNazimah16_HT: jaise Nature perfect hai, iss tarah Allah ke shariyat bhi perfect haiNazimah16_HT: Dunya may jahan bhi destraction ho rah wo iss Axle se hattne ki wajah se ho rahNur_R_HI: ek second ki kami peshi ho toh sitare crash hosakte, kainaat poore organisation se chalrahiNQ_Coordinator_RK: hamain kaienaat kae razon ko discover kerna haiNazimah16_HT: agar hum ne iss dunya ko koi tuhfa dena ho tou , iss Quran se jodh ker kaitan ke razon ko discover kernaNQ_Coordinator_RK: jub hum apni jagah kaam karain gae kaienaat main order ho gaNur_R_HI: Avoid irrelevant text & images please dear sisters jzkkNQ_Coordinator_RK: Aya 4NQ_Coordinator_RK: asmaan kae sitaron ko khoobsoorti kae liye banayaNazimah16_HT: Ayah 5-Asman sitaron ki wajah se khubsurat hai, hamari zindagi bhi deen se jodh ker khubsurat hogiNur_R_HI: best form me banke dikhaye logon koNQ_Coordinator_RK: hami=ain apne kaam bhia aisae hi khoobsoorti sae kernae hain takae hum bhi sitaron ki tarah chamkainNazimah16_HT: aaj hamein aisa deen pesh kerna hoga jo dunya ke andhron may roshni NQ_Coordinator_RK: Highlight Aya 8-9? Nazimah16_HT: ??????? ????????? ???? ????????? ? ???????? ???????? ?????? ?????? ?????????? ??????????? ?????? ?????????? ????????? ??? ???????? ?????? ???? ???????? ????????? ???????????? ????????? ??? ??????? ??????? ??? ?????? ???? ??????? ?????? ??? ???????? ????????? ???NQ_Coordinator_RK: ???? ?????? ???????? ???? ????????===Quran ka mizaaj sunnae aur samajhnae ka haiNazimah16_HT: Quran ka mizaj sunne aur samajh ne wala hai, sirf book lekar padhne se samajh nahi ayegaNQ_Coordinator_RK: Aya 10NQ_Coordinator_RK: above pointsNur_R_HI: bache kab bachenge ? ?????? ???????? ???? ???????? NQ_Coordinator_RK: agar hum ????????????? ?????????? nahin bannaa chahtae to hamain sunnaa bhi hai aur samajhna bhi haiNQ_Coordinator_RK: hidayat ki taraf pahla qadam= sunnaaNazimah16_HT: Hidayat ki taraf pahla qadam=SunnaNur_R_HI: Ayah 11- Gunah ka ikrar karenge na sunne aur na samajhne kaNur_R_HI: sorry 11*NQ_Coordinator_RK: Aya 12-14NQ_Coordinator_RK: maan wala andaaz payar bharaNQ_Coordinator_RK: maira RUB mairae her muamlae ko janta haiNazimah16_HT: ayah 12 - Allah sab kuch jannta hai,NQ_Coordinator_RK: kahantuk nazar hai mairae RUB ki?Nazimah16_HT: Allah hamare jis ke andr ki sari details, hamare dilon ka haal sab jannta haiNQ_Coordinator_RK: shadi ane wali ho to hum apni ibadaat ko daikhainNazimah16_HT: Shaitan Dhoke may dale rakhta hai insaan ko, NQ_Coordinator_RK: kia waqt guzarnae kae bad hum palat saktae hain?NQ_Coordinator_RK: hidayat ka safr continues journey hai = kabhi na khatam honae walaNazimah16_HT: hum sab iss dard ko mahsoos kare aur apni taraf se koshish karenge tou in shaa Allah bahut jald Quran sab tak pahuch sakta haiNur_R_HI: Quran hidayat ka safar - zindagi bhar ka hai, Ramadan k baad bandh nahi hoga QuranNQ_Coordinator_RK: jo hum soochain gae wohi ho gaNQ_Coordinator_RK: Aya 15NQ_Coordinator_RK: zameen ko hamarae tabe kiaNQ_Coordinator_RK: humwaar banayaNQ_Coordinator_RK: ????????????==kandhaeNazimah16_HT: Ayah 16-Allah ne zameen ko hamare liye itna hamwar bana diya, halanke iss may lawa and aag bhi haiNQ_Coordinator_RK: hum zameen kae kandhon per baithae hainNQ_Coordinator_RK: was aya 15 not 16NQ_Coordinator_RK: Aya 16NQ_Coordinator_RK: hisaab lainae wali zaat bohat bareek been haiNazimah16_HT: Ayah 18=Abu zar ra ko Nabi ?ki nasihat= apne aap ko hisab ki liye tayar kerleinNazimah16_HT: Ayah 19=Abu zar ra ko Nabi ?ki nasihat= apne aap ko hisab ki liye tayar kerleinNazimah16_HT: ??????? ??????? ???????? ?????? ?????????? ????????? ?????? ??????? ???????? ?????? ????????? ???????????? ????Nur_R_HI: aana paai ka hisab hoga Nazimah16_HT: High Light Ayah 22Nur_R_HI: Shukr ke 3 darje - 1. Zuban se 2. Dil me bhi Allah pe khush rahe akele me dil khush ho 3. Nemat ko nemat dene wale k raste me lagadeNazimah16_HT: jitna shukr karenge , Allah naimaton ko utna hi badha dengeNQ_Coordinator_RK: Aya 23-30NQ_Coordinator_RK: kia haqeeqat main hamain pani per ikhteyaar hai?Nazimah16_HT: kiya haqeeqat may hum pani ko lasakte hain?NQ_Coordinator_RK: Allah ki bari samajh ayae gi to ki hum us ki itaat ker sakain gae Nazimah16_HT: Allah ki badhai ka jab tak Ahsas nahi hoga, Allah ka shukr dil may nahi ayega, uski Qadr nahi ayegiNur_R_HI: barai*Nazimah16_HT: ~*~ Tilawat Surah Al-Mulk ~~ Please Recite with Reciter ~*~ ~~~***~~~Para 29th Surah Al Qalam ???????? ???????~~~***~~Nazimah16_HT: Every Day make time for 15 minutes to watch surah's videos with kids at homeNazimah24_SP: Surah Al Qalam ~ Imaan Bil Aakhirah Nazimah16_HT: surah Noon=other name iss surah kaNQ_Coordinator_RK: Nabi saw ki zaat/ ikhlaaq aur kirdaarNQ_Coordinator_RK: Aya 1-2NQ_Coordinator_RK: Nabi saw ko majnoo kahtaer thae magar Alalh nain bata dia aap majnoo nahinNazimah16_HT: Nabi ? 23 years tak kaam kerke gaye aur Ajr taQiyamat taksalmazahoor73: vokNQ_Coordinator_RK: un it naqoosh Nabi saw kaeNQ_Coordinator_RK: unmit*NQ_Coordinator_RK: ghar ka kaam jub simattae hain jub hum bhag ker kertae hainNQ_Coordinator_RK: Aya 4NQ_Coordinator_RK: Nabi saw ki baat ho aur un kae ikhlaaq ki baat na ho? kaisae ho sakta haiNazimah16_HT: jab tak tumhe majnoon/showbaz na kahen tumhara ajr NQ_Coordinator_RK: mic droppedNazimah16_HT: ????????? ???????? ?????? ??????? ???Nazimah16_HT: High Light Ayah 4NQ_Coordinator_RK: jub Nabi saw jaisae ikhlaaq hon gae to hum kamyaab hon gae?NQ_Coordinator_RK: Nabi saw ki jangain mazloom ko zulm sae bachanae kae liye thinNur_R_HI: Ayah 7- Tum sab Allah ki nazron me hoNQ_Coordinator_RK: Aya 5-9Nur_R_HI: Ayah 9- HIGHLIGHTNazimah16_HT: ???????? ???? ???????? ????????????? ??NQ_Coordinator_RK: ????????==lazy honaNQ_Coordinator_RK: Allah hamain deen main firm ker dain AameenNazimah16_HT: Allah hamein deen may firm kerdeNur_R_HI: dunya walon ka goal- tum deen ke kaamon me, Allah ki taraf aane me thora sa lazy hojao, baqi wo tumko aur lazy kardengeNQ_Coordinator_RK: Aya 10-14NQ_Coordinator_RK: islam ki khoobi kisi ki buraii kertae huae us ka naam nahin laitaNQ_Coordinator_RK: wajah maal aur aulaad= Allah ki ayaat ko seerious nahin laiatNur_R_HI: Ayah 16- Al-Khurtoom = Soond - lambi naak Nazimah16_HT: ????????????? Nur_R_HI: soong*Nazimah16_HT: soond*NQ_Coordinator_RK: Aya 17-33NQ_Coordinator_RK: naik admi kae baaghNQ_Coordinator_RK: ghareebon ko daiat tha un main saeNQ_Coordinator_RK: baap wafaat huiNQ_Coordinator_RK: baitae kahnae lagae baap kitna nasamjh tha kun na hum subh sae pahlae hi phul utar lainNQ_Coordinator_RK: jub gayae to Alah ka azaab aa gayaNazimah16_HT: eik aisa shaks jis ke 2 bagh thae , woh bahut ghareebon ka khiyal rakhta , uss ka inteqal hogaya .... uske beton ne ghareebon ka hissa na diya .... Allah ne un baghon ko tabah kerdiyaNur_R_HI: makka walon tumhe nematein milrahi hai, inko paao aur Allah ka shukr karoNQ_Coordinator_RK: Aya 34-41NQ_Coordinator_RK: janati aur jahunumi barabar nahinNazimah16_HT: jannati aur jahnami baraber nahi hosakteNQ_Coordinator_RK: kia koi documentation hai?Nur_R_HI: dunya me kisi jagah ka visa zabardasti nahi lesakte, toh kya jannat ka visa zabardasti lesakte? jannat k liye mehnat karni hogiNQ_Coordinator_RK: no pain no gainNazimah16_HT: Jitni badi qurabani utna bada ajrNur_R_HI: Ambiya k baad aam insan ka darja siddiqiyat se shuru hotaNQ_Coordinator_RK: hum anbiya ko compete nahin ker saktae magar sahabah ko ker saktae hainNazimah16_HT: Abu bakr rz peak hai, Sideeq hai, nabuwwat ke baad sab se uncha darjaNQ_Coordinator_RK: janat kae liye compete kerna parta hai , yae hard work hai sirf khwahishon sae nahin miale gi janat hamainNazimah16_HT: Abu bakr rz ne jo kiya, aaj hum wo sirf khahishat se pa sakte hain?NQ_Coordinator_RK: Ummair Bin HammamNur_R_HI: Abu Bakr ra ko jo cheez itni mehnat k baad mili, kya hume sirf khasihon se kaise milsakti?NQ_Coordinator_RK: Highlight all ayas with questionsNazimah16_HT: Anas bin nazar ra, itni bedardi se lade jang may ke dushman ne unke kai tukde kerdye, unki bahn ne unhen unki ungliyon ki puron se pahchanaNazimah16_HT: ???????????? ?????????????? ????????????????? ???? Nur_R_HI: Nazimah16_HT: ???????????? ?????????????? ????????????????? ???? - Isme badi daant haiNQ_Coordinator_RK: jis nain is kitaab ko choore us ka naseeb sirf depression aur dhakae hainNur_R_HI: Allah mujhe Abu Bakr ra wali jannat chahiye, mujhse karwale kaam is dunya me aameenNQ_Coordinator_RK: Aya 42-43NQ_Coordinator_RK: aaj salamat bhi hain, chul saktae bhi hain magar jhukna nahin chahtaeNQ_Coordinator_RK: jo aaj sajdae kertae hain wo to forun jhuk jayain gaeNazimah16_HT: jo log Allah ke agae jukte thae wo jald Allah ke age jukh jayengeNur_R_HI: jo andar se bhi jhuke hue the wo Allah ko dekhkar bhi jhukegaNQ_Coordinator_RK: jis kae under namaz to hai magar under jhukao nahin wo asal jhukao nahinNQ_Coordinator_RK: jo chala gaya wo waqt wapis nahin ayae gaNur_R_HI: jo khada shakhs tha - wo na nahi andar s ejhuka hua tha aur na namazon me jhukta thaNazimah16_HT: har Namazi Allah ke agae juka nahi hota, Namazon may bhi kapdon may uljhe howe ...Nur_R_HI: aaj jhuk jaenge toh, In Shaa Allah kal faida hogaNur_R_HI: Allah hame andar bahar se jhukade aameenNur_R_HI: kabhi phate hue kapre bhi rakhe apne liye, neeche baitha kare - aajzi laane -NQ_Coordinator_RK: Aya 44NQ_Coordinator_RK: Allah apnae Nabi ko relax ker rahe hainNQ_Coordinator_RK: un ko choor doNQ_Coordinator_RK: ????????? ????? ????????? ????????? ???????????? Nazimah16_HT: jab tak akhtiyar tou pr Allah ki taraf nahi jhukenge , Allah hamein kisi bimari may mardengeNazimah16_HT: ?????????????????? ????? ?????? ??? ??????????? ???? NQ_Coordinator_RK: aaj tootna hai is sae pahlae hamain toora jayaeNur_R_HI: Kya diya mujhe is Daura e Quran ne? likhe apne paasNazimah16_HT: Surah Al-Qalam =Nabi ? ki tadapNur_R_HI: kya mujhe is Quran ne torke rakha?NQ_Coordinator_RK: Aya 48Nur_R_HI: Surah Yunus ka zikrNQ_Coordinator_RK: Nabi saw ko na janae ka kaha Younas as ki tarah baghair ijazat kaeNur_R_HI: Ayah 50- Nabi saws ko ghoorte the kafir takey aap saws ko puzzle karde aur nazar lagate theNazimah16_HT: Kuffar ne Nabi ?ko har tarha se hatana chaha aur na kersakte to phir ilm ke mahfil may aakar bait kar ghurte rahte ~~~***~~~Para 29th Surah Al Haaqqa ???????? ?????????~~~***~~Nazimah16_HT: Purpose of life, touheed aur akhiratNur_R_HI: Theme - Surah Al-Haaqqah -Aqeeda e Akhirat NQ_Coordinator_RK: Theme - Surah Al-Haaqqah -Aqeeda e Akhirat NQ_Coordinator_RK: Aya 1-8Nazimah16_HT: Qaom e aad aur samood ka tazkira shuru may, bataya k unhe halak kersakte Allah swt tou kiya tumhe nahi kersakteNQ_Coordinator_RK: un ki gardanain lambi thin aur idhat udhar giri pari thinNQ_Coordinator_RK: Aya 9-12Nur_R_HI: Surah Mulk me Purpose of life, tauheed dekha phir Al-Qalam ne Nabi saws ka mission dekha ab Al-Haqqah me Aqeeda e Akhirat NQ_Coordinator_RK: Aya 13-15Nazimah16_HT: Iman walon ko bachliya jayega aur jannat may dakhil kiye jayengeNur_R_HI: Ayah 14-pahaad reza reza kardiye jaenge, unka ye haal hoga to hamara kya hoga sonche? NQ_Coordinator_RK: Aya 16-18Nazimah16_HT: aaj ham jo padh rahe wo eik din waqae ho jayegaNazimah16_HT: ?????? ??????? ?????? ???????? ??????????? ????NQ_Coordinator_RK: Aya 19-24NQ_Coordinator_RK: jamae hue logNazimah16_HT: yeh log jo dunya may jam gaye thaeNQ_Coordinator_RK: perfection wali zindagi duniya mainNQ_Coordinator_RK: us ka jawaab= mujhae apnae namae amaal sae mulaqaat kerni haiNazimah16_HT: yaqeen tha jo eik penny bhi kharch karrah uska hisab hone wala hai, eik roti ka tukda jo trash kar rah uska bhi hisab hone wala haiNQ_Coordinator_RK: Aya 25-27NQ_Coordinator_RK: hasrat hi rah jayae gi us waqt'Nur_R_HI: Wahan jaake buri reports ko insan face bhi nahi karsakegaNazimah16_HT: ?????? ??????? ??? ??????????? ????NQ_Coordinator_RK: hisaab na jannaa chahea gaNQ_Coordinator_RK: Aya 28-29NQ_Coordinator_RK: hasrat ghaflat sae zindagi guzarna ekiNazimah16_HT: ??????? ?????????? ????Nur_R_HI: Maal, ghalbe ne kuch bhi nafa na diyaNur_R_HI: ghalba bhi jata rahaNQ_Coordinator_RK: Aya 30-37Nur_R_HI: Nazimah16_HT: ??????? ?????????? ????NQ_Coordinator_RK: momin apni naikiyan chupata hai kun kae un ki exibition Allah kae smane kerna chahtaa haiNazimah16_HT: Momin dunya may apni neikiyan chupata hai, jisko woh akhirat may display kerna chahta hoNQ_Coordinator_RK: martae hi sub sae pahlae naam chala jata haiNazimah16_HT: Marte hi sab se phale insaan ka Naam mit jata hai, sab body kahengeNur_R_HI: usey ab log maiyyat, dead body kehteNazimah16_HT: Maiyat ke naam se pukarengeNazimah16_HT: sab rob dabdaba khatamNQ_Coordinator_RK: kia mairae under itna khanas hai kae main Allah kae laws nahin qabool keri?Nazimah16_HT: Takabur ke sath deen nahi ataNur_R_HI: aur Allah ki itaat nahi hotiNQ_Coordinator_RK: Aya 40-43Nazimah16_HT: ???????? ???????? ???????? ???????? ???? ????? ???? ???????? ????????? ? ???????? ???? ??????????? ???? ????? ???????? ??????? ? ???????? ???? ????????????? ???? ???????? ???? ??????? ?????????????? ????Nur_R_HI: Choomein is Quran ko, khushnaseeb hai ke Allah ne isey pakradiya humeNQ_Coordinator_RK: signatured hai yae Quran==????????? ???? ?????? ?????????????? Nur_R_HI: Qadr kare is Quran ki - Allah ka KalamNur_R_HI: is Kitab ko Iska Haq denge to bachengeNQ_Coordinator_RK: copy rights reservedNazimah16_HT: hazrat Umr rz ki Hidayat ki shurua'at in ayahs seNQ_Coordinator_RK: Aya 44-47Nazimah16_HT: ?????????? ????????????? ??????????????? ????NQ_Coordinator_RK: Quran nazil kerda hai Nabi nain khud nahin likahaNazimah16_HT: ?????????? ??????? ?????????? ???? ????????? ??????? ???????? ?????????? ????Nur_R_HI: Surah Al-Haaqqa ki ayatein hee thi jo sabse pehle Umar ra ke dil ko choo rahi thi.. phir unke zehen me ubharne wale sawalon ka jawab bhi milgaya Ayah 41-43 me ~~~***~~~Para 29th Surah Al Maarij ???????? ????????~~~***~~Nazimah16_HT: Ma'arij =sidhiNur_R_HI: ladderNur_R_HI: Ayah 4- Qayamat ke din ki lambaai - 50,000 saalNur_R_HI: Ayah 5 Nazimah16_HT: Akhirat ka yaqeen insan ko jamata haiNazimah16_HT: Dunya ki chamak , dagmaga deti haiNazimah16_HT: Ayah 6-10Nazimah16_HT: har surah may doostiyon ka zikrNazimah16_HT: Deen ki taraf ane may rukawat banne wali eik cheez dosti bhi haiNazimah16_HT: Ayah 11- 14Nazimah16_HT: Insan sab kuch deker aag se bachna chahega, apna maal aulad bhai bahen Nazimah16_HT: sab kuch deker apni jaan bachana chahe gaNazimah16_HT: ayah 15-21Nazimah16_HT: ???????? =thaeliNur_R_HI: Jahannum me le jaane ki wajah - mooh pherte the, maal jama karte the aur sambhal sambhal ke rakhteNur_R_HI: aur peeche hat te theNur_R_HI: Ayah 22-35 - Jannat aur jannati ki baatNazimah16_HT: Jannat ki Qeemat= namaz padhte hain, namaz ki pabandi kerte hai, Mal se karch kerte hai, Akhirat pr yaqeen rakhte hain, Azab se khauf rakhte hain,sharmgahon ki hifazat kerte honNazimah16_HT: apni londiyon aur biwiyon pr malamat nahi kerteNur_R_HI: Ayah 36-44 Nur_R_HI: inpar zillat chaa rahi hogi - gunahon ki wajah seNazimah16_HT: apne wadon aur amanaton ki hifazat kerte hain=Ayah 32Nazimah16_HT: apni shahdaton/gawahiyon pr qaim rahte hain=Ayah 33Nur_R_HI: Namazon ki hifazat karte the =Ayah 34 ~~~***~~~Para 29th Surah Nooh ???????? ????~~~***~~Nazimah16_HT: Ayah01=dawah ka bunyadi nukta, logon ko daraoNur_R_HI: Dawat ka bunyadi nukhta - logon ko inzar karoNazimah16_HT: ???? ?????????? ??????? ??????????? ???????????? Nazimah16_HT: ayah 03Nur_R_HI: pichle gunahon pe mafi mango, Allah ki ibadat karo, Nabi ka kehna maanoNazimah16_HT: ayah 05=Raat aur din ko bulaya/tableeq ki Nazimah16_HT: Ayah 06-09Nazimah16_HT: har tarha bulaya, zaheri tour pr aur chupa ker lakin logon ne na manaNur_R_HI: HIGHLIGHT Ayah 7 Nazimah25_FQ: highlight ayah 7 ???????? ???????? ???????????? ?????????? ?????? ?????????? ?????????????? ???? ???????????? ??????????????? ??????????? ???????????? ???????????????? ?????????????? Nazimah16_HT: ???????? ??????????????? ?????????? ???????? ????? ??????????? ????Nur_R_HI: Ayah 11,12 - Istighfar ke fawayedNazimah16_HT: hamri nazron may jo muqam dunya ke bawiqar logon ka hai, kiya deen ki taraf bulane walon ka hai?Nazimah25_FQ: highlight ayah 7 ???????? ???????? ???????????? ?????????? ?????? ?????????? ?????????????? ???? ???????????? ??????????????? ??????????? ???????????? ???????????????? ?????????????? Nazimah16_HT: ????????? ?????????? ????????? ?????????????? ???? ????????????? ???????????? ????????? ????????? ??????? ????????? ????????? ??????? ????????????? ????Nur_R_HI: Ayah 13-17 - Nazimah16_HT: hamri nazron may jo muqam dunya ke bawiqar logon ka hai, kiya deen ki taraf bulane walon ka hai?Nazimah16_HT: yeh akhiri batein hain unki, 950 saal ki tableeq ke baad=26-28Nur_R_HI: Ayah 25- Qaume nooh toofan me doobi thi, par aaj bhi wo aag me hai kyunke barzakh roohon k sath hotiNur_R_HI: ye Nuh as ki nakaami nahi, Allah k yahan qabooliyat ki daleel hai ~~~***~~~Para 29th Surah Al Jinn ???????? ?????~~~***~~Nur_R_HI: Ye ek Jinn ki kahani haiNur_R_HI: deen ki baat sunke aage pohanchanaNazimah16_HT: theme=Wahi ki hifazat kis tarha howi/dawahNur_R_HI: Ayah 1- Jo ghaur se suntey, wohi reproduce karsakte Nazimah16_HT: Quran sunne se inssan ke liye Hidayat ka rasta khulta haiNur_R_HI: Shuru me Quran se attract karne wali cheez uski melody "Ajabaa"Nazimah16_HT: ayah 03-09Nazimah16_HT: Extra ordinary security , jis waqt Quran ka nuzool ho rah thaNur_R_HI: Allah ne is tarha Quran ko izzat deeNazimah16_HT: jinno ko upr jane ki ijazat nahi thi, k koi baat afsha na hojayeNazimah16_HT: itne protocol se yeh kitab nazil howi , aur aaj yeh kitab hamare hath may hai, ham iss ka kitna respect kerte hain?Nur_R_HI: hamara kaam hai ke humne apne dil ke darwaze is Quran k liye kitne din ke liye khole?Nazimah16_HT: yeh kitab sara ramazan hamare sath rahi, abb ham pr hai k ham iss kitab ke liye kitna dil kholte hainNur_R_HI: is Kitab se aapka dil, ghar, zindagi barkat waliNazimah16_HT: Quran insano ke sath sath jinno ke liye bhi utraNur_R_HI: Ayah 11- Jinnon me bhi firqe baazi bohat haiNur_R_HI: Ayah 16- HIGHLIGHTNazimah16_HT: ????????? ?????????????? ????? ????????????? ????????????????? ?????? ??????? ????Nazimah16_HT: Full time musalman banne ka nuskhaNur_R_HI: Jo farmabardar hogaya, unhone raahe rasth ka qasdh kiya = Ayah 14, Ayah 15- Zaalim log - Jahannum ka eendhanNazimah16_HT: Ayah 23 -Allah s.w.t ham sab ko bachaye rakhe jahannam se ~~~***~~~Para 29th Surah Al Muzammal ???????? ????????~~~***~~~ Nur_R_HI: Muzammil aur Muddassir dono surtein joda haiNazimah16_HT: ~*~ ???? ?????? Surah Al-Muzzammal ~~ ???? ?????? Surah Al-Muddasir ~*~Nur_R_HI: Daaie deen ki raatein kaisi ho - Surah Muzammil ka message Nazimah16_HT: Dai e deen ki ratein kaisi hoti hain=Surah Al-MuzammalNazimah16_HT: Ayah b1-5=Qurah ka bujh ata hai dil pr, uske liye mazboot kerne ki zarooratNur_R_HI: Ayah 5- rules follow karna padta Quran seekhne. Taqwa aur roohaniyat ka balance hona isey seekhne Nazimah16_HT: ?????????? ????? ???????? ??????????? ???????? ?????????? ???Nazimah16_HT: Nabi ? ki dawat ke raste ki rukawat khate pete logNazimah16_HT: Ayah 14-17-Nazimah16_HT: ???????? ?????????? ??? ??????????? ??????? ???????? ????????????? ?????? ????Nazimah16_HT: ????? ????????? ??????????? ? ????? ????? ???????? ?????? ????????? ???????? ????Nazimah16_HT: High Light Ayah 19Nur_R_HI: us din ke khauf se ya tawaalat[lambaai] ki wajah se bache boodhe ho jaenge - Ayah 17~~~***~~~Para 29th Surah Al Muddathir ???????? ?????????? ~~~***~~Nur_R_HI: Allah ko pukaro, Allah k bandon ke badleNazimah16_HT: msg iss surah ka, Allah ko pukaro, Allah ke bando ko pukarne se pahleNur_R_HI: Din ka Qayam is Surah meNur_R_HI: Ayah 1-7 package hai Daai e deen kaNazimah16_HT: ????????????? ?????????????? ??? ???? ?????????? ??? ?????????? ?????????? ??? ??????????? ?????????? ??? ???????????? ?????????? ??? ????? ??????? ????????????? ??? ???????????? ?????????? ???Nazimah16_HT: daai e deen ki khoshish k iss Quran ke pani ko har basti pr barsayeNur_R_HI: Kapdon ko paak rakho zahiri gandagi se bhi aur aqeede ki kharabi se -Ayah 4 Nazimah16_HT: jitna jazab karsakte hon wo utna lengeNazimah16_HT: Quran ko jado kahne lagaNur_R_HI: Ayah 11- 26Nur_R_HI: Waleed bin mugheera ki baatNur_R_HI: baz log apne body actions se bhi logon ko rokte haiNazimah16_HT: ????? ??????? ????? ???????? ?????????? ????Nazimah16_HT: Hight Light Ayah 38Nazimah16_HT: ??? ?????????? ??? ??????? ???? ???????? ???? ???? ???? ????????????? ???? Nur_R_HI: Ayah 43- Jahanum me jane ki pehli wajah - namaz na padhte theNazimah16_HT: kuch kafir aur kuch musalman bhi janahham may jayengeNur_R_HI: Ayah 44-46 - Miskenon ko khana bhi nahi khilate/ behes mubahson me mashghool rehte/ Akhirat k din ka inkar karte theNur_R_HI: Ayah 49- pls paste word tazkirahNazimah16_HT: iss kitab se baghte wo hain , jo pabandiyon se darte hainNur_R_HI: Ayah 49- At-Tazkirah = Quran Nazimah16_HT: ????? ?????? ???? ?????????????? ???????????? ????Nur_R_HI: ?????????????? = Quran ~~~***~~~Para 29th Surah Al Qiyama ???????? ??????????~~~***~~Nur_R_HI: Theme ?Nazimah16_HT: ?????? ???? ?????????? ???????????? ???? ???????????? ????????????? ???? Nur_R_HI: Ayah 21 HIGHLIGHTNazimah16_HT: HighLight and ghoar karein 3 seconds tak Ayah 21Nur_R_HI: one more ayah before to be highlighted*** any one pls???Nur_R_HI: Ayah 15-highlight tooNQ_Coordinator_RK: ?????? ???????? ???????????? ? (????)NQ_Coordinator_RK: ???? ???????????? ?????? ????????? ?????????? (????) ?????? ???????? ???????????? ? (????Nur_R_HI: Jitna Allah pe nazrein rakhe utna qayamat.....~~~***~~~Para 29th Surah Al Insaan ???????? ???????? / ????????? ~~~***~~Nur_R_HI: Surah Dahr ka ek aur naam Al-Insan Nazimah16_HT: other Topic-JannatNur_R_HI: 1st topic?Nur_R_HI: Topic - apni hasti k bare mein ghor o fiker aur doosra topic JannatNur_R_HI: Ayah 7 HIGHLIGHTNur_R_HI: Allah se committments poore karte theNazimah16_HT: ???????? ???????????? ???????????? ??????? ????? ????????? ?????????????? ???Nur_R_HI: aur bandon se waade bhi Nur_R_HI: aur bandon se waade bhi Nur_R_HI: one more ayah in starting to be highlighted Ayah 3 0r 5?Nur_R_HI: Ayah 3 HIGHLIGHTNazimah16_HT: ?????? ???????????? ?????????? ?????? ?????????? ???????? ????????? ???Nur_R_HI: Ayah 12- Sabr = imaan laane se leke marte dam tak Allah ki farmabardari aur roki gayi cheezon se rukna Nur_R_HI: Ayah 18- Allah ne jannat ki cheezein batadi haiNazima09_ST: ???????? ?????? ????????? ????????????? (???? ) ?? ???? ??? ??? ???? ?? ?? ?? ??? ?????? ?? (????)Nur_R_HI: shaukh paida kare jannat me jaane kaNur_R_HI: Ayah 22 HIGHLIGHT Nazimah16_HT: ????? ??????? ????? ?????? ??????? ??????? ????????? ???????????? ????Nur_R_HI: Ayah 27- Jald milne wali cheez dunya se mohabbat rakhte hai aur apne peeche ek bade bhari din ko chod dete log~~~***~~~Para 29th Surah Al Mursalaat ???????? ??????????~~~***~~Nur_R_HI: DAWAT KA PACKAGE POORA HOTA HAI JANNAT UAR JAHANUM KE TAZKERE PENur_R_HI: Ayah 1-7Nur_R_HI: Allah se daroNur_R_HI: jis cheez ka waada kiya wo waqaye hone wali haiNur_R_HI: Ayah 15-HIGHLIGHTNazimah16_HT: ?????? ?????????? ????????????????? ????Nazimah16_HT: Aaj zamen ne hamein sameta hoa hai, aur hamare murdon ko bhi chupa lati hai apne andrNur_R_HI: Ayah 31- Jahannum me thandak naam ki koi cheez nahiNur_R_HI: 32 not 31Nur_R_HI: Ayah 41- Muttaqi log sayon me aur behte chashmon me haiNur_R_HI: Ayah 46- Khaalo aur mazey karlo thode dinNazimah16_HT: Surah Al-mursalat ka hila dene wala andazNur_R_HI: Ayah 48- Ruku karne kaha jaata toh nahi jhukte the, andar takabbur thaNur_R_HI: Ayah 50- Is Quran ko parhkar bhi dil na phata/jannat jahannum pe/akhirat pe emaan na aaya toh kab aayega?Nur_R_HI: iske baad dil na khula, toh phir nahi khulega??????? ???????????? ????????????????? ==10 times aya surah main ~~~***~~~Para 30th Surah An Naba ???????? ????????? ~~~***~~~Nur_R_HI: Quran se dil khulta, Qayamat pe yaqeen aataNazima09_ST: naba = khabr aur khabr qiyamat kiNazimah16_HT: Ayah 01-16=Allah ki Naimaton pr ghaor kareNur_R_HI: Allah ki nematon pe ghaur kareNur_R_HI: Ayah 17 se Qayamat ki baatNur_R_HI: Ayah 22- sarkashon ka thikana - jo sar kheenchte the Allah ki baat sunke ................
................

In order to avoid copyright disputes, this page is only a partial summary.

Google Online Preview   Download

To fulfill the demand for quickly locating and searching documents.

It is intelligent file search solution for home and business.

Literature Lottery

Related searches